Blog :
Blog Se Murad Easi Website He Jis Me Kisi Topic K Text , Images , Ar Articles Regular Basis Per Update Kiay Jaty Hoon Ar Wo Kisi Khas Tartaib Me Diay Gay Hon. Blog Ka Lafz
WEB BLOG Se Nikla He.
Blog Ko Aap Personal Diary Bhe Keh Sekty Hain. Ye Breaking News Outlet Bhe Ho Sekta He.
Blogging :
Kisi Mojoda Blog Me articles Write Krna “
Blogging” Kehlata He.
Blogging Sirf Blog Me Post Krny Ka Nam Nhe He. Belkeh Ye Aap K Articles Perhny Waloon Se Rabta Ar Un Ki Ra'Ay Ko Jan'na He.
Blog Posts :
Kisi Blog Me Diay Gay Infaradi Articles Ko
"Blog Posts" Ya
Posts Kaha Jata Hai.
"Blog Ko Tyar Kerny Ar Articles Ko Tarteeb Deny K Liay Kisi
Khas Maharat Ka Hona Lazmi Nahe Hai."
Blogs K Parts :
1 = Header
Header = Blog Tittle
Kisi B Blog K Header Me Dia Gaya Tittle Us Blog Ka Nam Hota He.
2 = Blog Tag Line (Description) :
Blog K tittle K Nechy Blog K Mutaliq Short Line Likhi Hoti He Jesy Blog Tagline
Ya Blog Description Kehty hain.
3 = Back Ground:
Blog Posts K Pechy Dia Gaya Background Blog Back Ground Kehlata he.
Blogs Ki Themes k Sath Blogs Background Bhe Shamil Hota He. Kch Themes Me aap Blog Ka Background Color Change Bhe Ker Sekty Hain.
4= Blog Sidebars :
Blog Posts Ki Side Me De Gai Bars Ko Blog Sidebars Kaha Jata He.
Apna Blog Start Karain:
Sab Se Pehly Es Baqt Ka Faisla Karain K App Free Blog Banana Chahty Hain Ya Kch Raqam Kharch Kerna Chahty Hain.
Agr Free Blog Bnana Chahty Hain To Koi Free Blogging Ka Platform Muntakhib Karain Jesy
LiveJournal, Blogger, WordPress.com, Xanga, Tumblr and Webs
Zyada Tar Log Behtreen Features Ki Wajah Se
Wordpress Ar
Bloggers Istamal Kr Rahy Hain.
wordpress.com Ya
blogger.com Visit Karain. Apna Account Create Karain. Sign Up Hony K Bad Aap Ko Templates Chhose Kerna Hoga Phr Aap Blooging Start Ker Sekty Hain.
1 comments:
This is why I put so much time, money, and effort into creating exceptional content with all the persuasive checks and balances. And I’ve told you this before: When I started blogging, my content failed to hit the mark.
Post a Comment