Sunday, May 27, 2012

Difference Between Blogger and Wordpress In Urdu


Difference Between Blogger and Wordpress In Urdu

Features Blogger Wordpress
 Usage  Istamal Me Aasan Istamal Me Aasan
Customization
Blogger Me Aap Aasani Se HTML Ar CSS ko
Aoni Marzi K Mutabiq Tabdeel Ker Sekty Hain.
Wordpress Me CSS Ar Html Ki Edditng ki restrictions hain
Kuch Themes Aap Ko Thori bhut edditng ki facility deti hain.
Mobile Facility Blogger Me Aap Apni Posts Ko Mobile K Through post ker sekty hain Wordpres aap ko touchphone ar mobile operating systems k liay behtreen support fraham krti he.
Image Edditing
Blogger Me aap 1 Waqat me just 1 Picture he upload ker sekty hain
ar picture ko link ar caption k liay html coding ki zarorat hoti he
Wordpress Me Aap 1 Waqat me kafi sari Pictures Upload Ker Sekty Hain
Ar Pictures Ko Links Ar Caption dena bhe bhut aasan he
Themes
Bloggers Ki Themes Aap Aasani Se Tabdeel Ker Sekty Hain
Laken Blogger ki themes k features bht kam hoty hain
Wordpress Ki Bht Sari Free Themes Interne Per Mujood Hian
Jin K Features Bhe Blogger Ki Nisbat Zyada Hain
Blog Type Blogger k Platformko Aap Just Ek Blogs K Liay He Istamal Ker Sekty Hain Wordpress Me Aap Blog Ki Bajay 1 Website b Bna Sekty Hain Ya Ek Online Newspaper bhe bna sekty Hain
Platform Bloggers Ek Blogging Platform He Jis Me aap 1 ya 1 se zyada Blogs Bna Sekty Hain
Wordpress 1 CMS (Content Managing Sysytem)
He Jis Me aap 1 Website, Songs Collection site, newspaper
ar bhe bht kch bna sekty hain
Types Blogger sirf aap Ko Blog k liay Jaga Farahm Kerta he Wordpress.com me aap apna blog ya website bna sekty hain. Ar agr aapapni marzi se wordpress use kerna chahty hain to wordpress.org se wordpress download ker k apni hosting me upload ker k bhe esy istamal ker sekty hain
Advertising Support Blogger me aap Adsense Istamal Ker Sekty Hain Wordpress.com me aap Koi Adds nhe laga SektyLaken Agr aap Wordpree ko apni website pe download ker k istamal ker rahy hain to aap koi bhe add laga sekty hain

0 comments:

Post a Comment